Thomas Edison ki Kahani in Hindi

Aaj iss topic mein duniya ko roshani se roshan karne wale Thomas Edison ki kahani sunane jarhe hain. Thomas Edison biography in hindi.

Thomas Edison ki kahani in urdu

Contents

Thomas Edison ki Kahani in Hindi

Hum zindagi mein agar koi bhi cheez ek dafa bana ke istemal karen aur na chale matlab humari ijad nakam ho gaee to hume thori preshani ka samna hoga, Agar humara tajarbaa kamyab ho gya to kuch aage ka sochenge.

Lekin nakaam ho gaya to phir usse chhorne ka irada karenge aur dobara mehnat nhi karenge. Yeh fakat meri nahin taqreeban har ek ki yahi soch hoti hai. Kyon ke duniya mein ajkal har koi shortcut tareeke dhoondne ka aadi ho gya hai.

Iss duniya mein ek shaks wo bhi tha jiss ne 9999 dafa nakam hokar bhi aakhir apne maqsad mein kamyab hua. Uss ka name THOMAS ELVA ADISON tha. Aur wo mashhoor tha Pagle ke name se.

Poori dunia mein uss ka ek waqia mashhoor hai ke Thomas Adison ek scientist ke tor pe namwar raha lekin us se zyada wo bara karobaari (Businessman ) bhi tha.

Ek taraf unki facatorian chalti thi to doosri taraf yeh admi medical tajarbe bhi karta tha. Wese to inki bohat ejadaat (Invention) hain lekin kuch mashhoor ijadat neeche batai gaee hain.

Thomas Edison ki ijadat

  • Plastic
  • Cement
  • Fan
  • Tele Printer
  • Type Writer
  • Audio system
  • Movie Making
  • X-Rays
  • Battery
  • Foam
  • Bulb
  • Torch
  • Ball Pen
  • Electricity Distribution System

In ke ilawa total ejaadat ka malik fakat ek hi hia jiska poora naam Thomas Alva Adison hai. Jisko shararat ka badshah bhi kaha jata hai..

Adison apne kaam mein itna sanjeeda aur pagal tha jo agar koi bhi cheez dekhta to uss pe tajarba karne beth jata. Bachpan mein ek panchi ko jeet (Insect) khaa raha tha.

Us ne wo jeet pakar ke inka powder bana ke apne dost ko pila diya. Jab uss larke ki maa ko pata chala to uss ne sara maajra jaa ke uske school teacher ko bataya. Aakhir mein us school ki intzamia bezar ho ke Thomas ko rusticate (be dakhal) kar dia.

Aur jo khatt (letter) Thomas ko dia gaya tha ke apni maa ko dena uss mein likha gaya tha ke aap apne bête ko ghar mein parhao hum isse nahi parha sakte. Thomas ko train ke malik ne jab thappar mara tha tab se wo kaanon se sun’ne ki salahiat se mahroom ho gya.

Thomas Addison jitna bara scientis tha utna bara karoobari bhi tha. Kuch logon ka kehna hai wo bara chor (Thief) tha jo ke iss ne bulb ke theory chori ki thi. Is ke ijad karne se pahle U.K ka scientist Joseph Elva bana chukka tha.

Also Read: Mark Zuckerberg History in Urdu

Thomas Edison Biography in hindi

  • Name: Thomas Alva Addison
  • Father’s Name: Samuel Ogden Edison, Jr (Canadian Politician)
  • Date of birth: 11th February 1847 America
  • Birth Place: Milan, United State of America
  • Age: 84th
  • Death: 10-18-1931 New Jersey America
  • Place of Burial: Thomas Addison National Park

2 Comments

  1. zoritoler imol December 16, 2022 Reply

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *