Mark Zuckerberg History in Urdu

 Aaj humara topic hai Mark Zuckerberg history in urdu. Iss post mein hum Mark Zuckerberg ke bare mein interesting bate janege. Janege ke iss bande ki net worth kitni hai. Let’s start !

Mark Zuckerberg History in Urdu

Contents

Mark Zuckerberg Biography/History in Urdu

Mark Elliot Zuckerberg ek American media magnate aur internet entrepreneur hain. Isse social mendia ki sab se barhi website facebook aur uski parent company Meta ka bani bhi kaha aur mana jata hai. Jiss ke wo chairman, chief executive officer, aur controlling shareholder bhi hain.

Mark Zuckerberg ka janam may 14, 1984, White Plains, New York, United States mein hua. Iss ki Nationality American hai, aur yeh shahdi shuda hain, Iss ki shadi 2012 mein huwe aur iss ka wife ka naam Priscilla Chan hai. In ke bachon ke naam Maxima Chan Zuckerberg, August Chan Zuckerberg hain.

Mark Zuckerberg net worth

Yeh aik aisa banda hai jis ke pas 4 se 5 search network hain. Facebook jo duniya ka mashoor tareen aur zyada istmaal kiya jane wala network hai wo iss ne ijad kiya hai. Aur jo iske pas baki search network hen wo iss ne kharede hain jis me Instagram, WhatsApp aur Messenger.

Aaj aap iss article me jane ge ke ye guzare howe kal aur aj ke din me kitni rupees aur dollors kmai karta hai. Hame umeed hai ke iss article se aapke ke zhen ko bhaot faida hoga. Mark Zuckerberg Ki Kamai ke bare me.

Mark Zuckerberg Net worth Yesterday Kmai

M Zuckerberg Chan Zuckerberg Initiative Ke CEO aur Shareek Bani bi hai. 2022 me duniya ke ameer tareen afrad ki fuhrsat me sab se kam umer arab pati hai. 19 sal ki umer me zuckerberg ne Harvard University me nafsyat aur computer science ki taeleem hasil ki. Mark zuckerberg net worth yesterday Kmai $115B hai. Aur ye raqam rupees me taqreban 20407.64 arab banti hai.

Mark Zuckerberg Net worth per day Kamai

Ryastai mutheda (US) me bari technology companyon ke kay malikan ne iss haft eke duran dolat me izafe ka tajrba kiya. Sab se zayada dolat rakhne wale shaks me Facebook ke CEO bani mark zuckerberg the. Guzshta hafte me zuckerberg ki dolat me 8$ ya IDR115.6 trillion se zayada ka izafa howa hai. Jis se iski majmoi malyat USD117.8 billion ban gay hai. Mark zuckerberg net worth per day kmai $4 million (28 crore) banti hai.

Mark Zuckerberg Net worth in rupees

Zuckerberg, ke ilawa Jeff Bezos ne abhi dolat me dosre sab se zayada izafe ka tajrba kiya. Aur guzshta October ke bad phele bar in ki dolat 200 billion doller se tjawiz kar gay. Ab is ke malyat taqreeban $201.4 billion dollar hai jo ak hafta se phele $6.7 billion dollar thy. Mark zuckerberg net worth in rupees 9.15 Lakh Crore hain.

Mark zuckerberg net worth in dollars

America tech company ke ala ahude daron ki dolat me izafe ki wjah company ke 2021 ki phele si mahi ki aamdni ki itla dene ke bad bharte howe stock ki wjah se thy. Hafte ke lye facebook ki hasus me 8 feesad izafa howa hai. Is ke bad amazon ki hasus me 3.8% izafa howa hai. Jab ke google ke parent Alphabet ki hasus me 2.3 feesad izafa howa hai. Mark zuckerberg net worth in dollars $124 Billion banti hai.

Conclusion:

Visitor Hame ye confirm hai ke aisy tarteeb knowledge aapne google ke kisi bi article me nai dekhy hogy. Agar aap mazeeb facebook ke bare me information parh na chahte hein tu aap hamare website ke dosre article parh sakhte hein jo ke mojood hain. Aur iss article ke bare me kuch batana ya sawal hain to aap comment section me phooch sakhte hein. Hum is platefrom par aapke lye hy bethe hein – Thank you

3 Comments

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *