Bill Gates Biography in Urdu and Hindi

Gee han aj ka topic hai Bill Gates biography in urdu aur hindi. Duniya kamyab logon ko humesha yaad rakht hai. Aur Qudrat bhi mehnat karne walon ka saath deti hai, Bill Gates ka shumaar duniya ke un kamyab hastiyon mein hota hai, Jo mehnat kar ke gareebi se ameeri ka safar tai kiya.

Bill Gates Biography in Urdu
Bill Gates Biography in Urdu

Contents

Bill Gates Biography

Name: William Henry Gates III
Father’s Name: Bill Gates Sr.
Date of Birth: 28/09/1955
Birth Place: Settle, Washington America
Education: Harvard University (Rusticated)
Nationality: U.S.A
Records: 14th time constant world richest man
In 39th umer wo dunia ka sab se bara ameer admi bana aur sab se chhoti umar men.
Profession: Founder of Microsoft Corporation Ltd.
Wife Name: Melinda Gates

Bill Gates Life Story in Urdu

Han ye kahani us nalaik shakhs ki bhi hai jis ne sab se pahle rusticated hone ka aizaz bhi paya. Apne Bachpan mein hi mathematics subject ka shoqeen tha aur inke walid jo ek retired wakeel the in ki khuwaish thi ke unka beta bhi law mein parh ke wakeel bane. Lekin unki ye khuwashi Bill Gates ko pasand na aayi aur Bill Gates parhne nahin gaya. Inki bachpan ki hi khuwahish thi ke main apni zindagi mein koi aese cheez banaon jis ko istemal karne ke lye rozana logon ki majboori ban jaye.

School mein matric ki class mein 2 baar fail huwa. Wajah ye thi ke wo school km jaya karta tha. Aur inki kuch aadaten bhi aesi thi ke school walon ne inko bedakhal kar dia.
Us ke baad Bill Gates apne purane dost PAUL ALLEN se mila aur beth ke faisla kia ke koi aesi cheez banayen jis se apni shohrat aur paisa paa saken. Lekin ye bhi haqeeqat hai ke wo 2no paison mein gareeb the.

Also Read: Benazir Bhutto History in Urdu

Microsoft Ka Agaaz

1975 men Bill Gates apne dost Paul Allen se mil k eek software ki buniyad daali jis ka naam Bill Gates ne MICROSOFT rakha, ,

Aj ye company dunia ke 5 bari companion men se top pe hai aur iske 63000 to mazdoor hain.
Aj iske ek second ki kamai $250 dollar hai.

1990 mein Bill Gates ne apna karobar barhane ke liye Bank se qarz lene ki darkhuwast (application) di thi lekin bank manager ne us pe red stamp laga ke wapis bhej di ke peeche apki dolat mein aesi konsi property ya shart hai ke ap paise wapis kar sakten ge. Is lye apki application reject kar di.
Phir fakat 6 saal ke andar Bill Gates ne wahi bank aur uski 145 mulkon mein chalne wali sab branchen 1996 men le leen thi aur unka malik ban gaya.

Also Read: Charlie Chaplin Biography in Urdu

BILL AND MELINDA GATES FOUNDATION

Headquarter: Seattle, Washington, USA
Chief: Melinda Gates, Bill Gates
Established: 2000

Dosto!
Ajkal poori dunia mein jo POLIO beemari ko khatam karne ke liye jo bhi medicine chalti hai ya vaccine, un ki poori duniya mein raqam aur supply Bill & Melinda Gates Foundation deti hai. Yahi hi is company ka sab se bara falahi kaam hai. Kia ap jante hain in ke qeemat ko?
Red & Blue capsule mein yeh POLIO ki dawa pari hoti hai ek capsule mein 2 drops hote hian ek drops ki qeemat 2 lakh (20000) rupe hain matlab ek capsule ki qeemat 4 laakh rupe hoti hai aur yeh har mulk mein har maah mien medicine supply karti hai. Is had tak ke is mein workers ko payment bhi ye company deti hai.

“Aj agar Bill Gates ke kahin jagah pe $1000 dollar gir jayen to wo un paison ko uthane ki takleef nahin karta. Uska qaul hai ke agar mein jhuk ke uthaye to wapis utha to 4 seconds lag jayen ge . aur main 4 secondon mein $1000 dollar kama hi leta hon. “

Also Read: Mark Zuckerberg History in Urdu

2 Comments

  1. zoritoler imol December 16, 2022 Reply

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *