Facebook Kisne Banaya Aur Facebook ke Founder kaun Hai

Hello Dosto Aaj Ka Humara Topic Hai Facebook Kisne Banaya Aur Facebook Ke Founder Kaun Hai. Hum Detail Se Janege Ke Facebook Ke Malik Ka Naam Kya Hai. Aur Facebook Kab Launch Hua Tha. Facebook Ki Haqeeqat Kya Hai. To Chaliye Start Karte Hain.

Facebook Kisne Banaya
Facebook Kisne Banaya

Duniya mein aisa bhi hota hai ke jo bachpan se shoq rakhta he. Aur usse poora karne ke liye jadojahad karta he. Aakhir mein ek din wo apne sapne poore kar hi leta hai. Aaj apko ek aise aadmi ki tareekh batayenge. Jo bachpan mein dhake kha kha ke bara huwa ho.

Contents

Facebook Ke Founder Kaun Hai

14.05.1984 mein janam lene wala Marck Zakarberg agar aaj duniya ka 5 ameer tareen person mana jata hai. To uske peeche ussne kitni mushkilat ka samna kia tha. Iss ke bare mein uss se zyada aur koi nahi jaan sakta.

Mark Zakarberg ka walad ek mashahoor doctor/Dentist tha. Jis ko apne computer ka record rakhna hota tha aur data bhi. Lekin aise koi cheez nahi thi. Jis se wo data share kar sake.

Aur iss ke maan bhi ek psychiatrist thi. Apni 3 bahnon ke sath yeh ek akela bhai hi ghar ki rakhwali karne ka haqdaar bhi huwa tha. Bachpan mein iss pe ek aisa bhi jhoot laga tha. Ke yeh data chori karta hai. Lekin baad mein iski tahqeeq huwi ke ye apne walad ke patients ki data likhta tha.

Mark Zakarberg Ka Success Ka Safar

Apni 12 saala umer mein Mark Zakarberg ek software bhi banaya tha. Jise bohat admiyon ne kharid karna chaha. Lekin iss ne bechne se inkar kar dia. Is ke shoq poore karne ke lye aakhir iss ke walad ne ek computer aur ek teacher bhi rakh di jo isse parha sake .

Mark Zakarberg Facebook banana se pahle ek aur bhi software bana chuwe tha. Jiska naam “Course match “ tha. Jo subject selection mein important tha. Aur iss software ki wajah se usse Harvard University mein admission bhi mili.

University mein Mark apni ek website Face Marsh banai. Jis pe wo larkion ke snaps rakh ke unke votes karwata tha. Aur university intazamia ne usse nikal dia tha.

Harvard ke 2 students ne Mark ke sath dosti ki thi. Aur university ne ailan kiya ke hamare liye ek website kon bana sakta hai. Jispe Mark Zakarberg ne kaha ke hum is ke liye koshish kar sakte hain.

Mark Zakarberg Facebook Banana Se Pehle

Mark Zakarberg Facebook banana se pehle ek message app banayi. Jo bilkul MP3 jaise hi thi. Jo “Synapse” thi jise bad mein Facebook mein covered kia gaya tha.

Jiska naam sun ke Microsoft ke bani Bill Gates bhi lene ke lye aa pohchen . lekin Mark Zakarbarg ne isse bechne ke lye 2no hath khare karke jawab de dya.

Facebook ke sath Mark Zakarberg music mein bhi bohat gahra shoq rakhne wale admi hain. Jise PoP Music ka bara interest hai. Aur drama serial mein “The West Wings” serial dekhne ke lye lagan rakhte hain.

Hollywood ki ek movie ‘ You don’t make million friends without making some enemies” bhi hai. Jis pe Mark Zakarberg ki paidaish se leke uske Facebook ke banana tak ki poori haqeeqat dikhayi gayi hai.

Also Read: Google kisne banaya : History of Google in urdu

Interesting About Mark Zakarberg

Facebook Ke malik Mark zakarberg ke hawale se ek baat yeh bhi poore America mein hai. Ke wo Facebook Banane se pehle hamesha kiraye ke ghar ( Rent House) mein raha karte the.

Facebook ke Malik ke hawale se ek baat ye bhi hai. Ke wo apni site Facebook ka logo blue q rakhte hain. Q ke Zakarberg apni aankhon se sufaid, surkh aur neela colour nahin dekh sakte is lye wo Blue colour ka hi Logo Facebook pe rakhne ke shoqeen hain.

Facebook ke ek option “Like” ko pahle ‘Austra” ka title dia gaya tha jise 2007 men Like option rakha gaya tha.
Aj Facebook Ke Founder & Owner Mark Zakarberg dunia ke 5 bari admion men apni haisyat rakhta hai .

One Comment

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *