Human Body Facts in Urdu Complete Guide for Free

Hello Dosto Human Body Facts in Urdu yeh hai aaj ka topic. Aaj hum jaanege ke insani jism mein kya important aur interesting hai. Aur Hum Janege Interesting Facts About the Human Body wo bhi urdu mein. To chalo topic ka baqaida aghaaz kartay hain.

Human Body Facts in Urdu

Insani jism ka dhancha bohat e ajeeb kism se bana hua hai. Agar dekha jai to insani jism mein bohat se parts hai. insani jism ke kuch indrooni part neeche diye gae hain.

  • Brain
  • Salivary Glads
  • Parotid Glads
  • Submandibular Glads
  • Sublingual Glads
  • Pharynx
  • Esophagus
  • Small intestine
  • Jejenum
  • Gallbladder
  • Pancreas
  • Liver
  • Ileum
  • Duodenum
  • Large intestine
  • Stomach

Contents

Interesting Facts About Human Body

Logon ka man’na hai ke bahne wale pani mein zyada nahane se insan ki aankhen surkh ho jati hain. Iss ke bare mein science ka kahna hai ke yeh insan ke urine (Peshab) ki wajah se yeh alamat zahir hoti hai . insan ki jism ke hisab se temperature 37 celsus bardasht kar sakta hai. Jo ke dimag ke hise “Hypothalamus” hi control karta hai .

Pichutri Glads Kya Hai

Yeh insan aur har qism ke gender mein qudrati ek aesa Glade (gudood) hai. Jo garmion ki moasam mein insan ko thanda rakhta aur sardion ki moasam mein human cell jis se saans wale har cheez ka temperature garam rakhta hai.

Is ke ilawa agar kisi insan ko bukhar ya koi takleef ho. To wo infrom karne ka waseela bhi pitchutri glade hi hai.
kisi bhe cheez ka qad (height) ka daromadar bhi isse hi Glade se jaane ja sakti hai. Agar kisi insan ki #Pitchutri Glade kamzor (Weakness ka shikar) ho to wo insan apna qad nahin barha sakta.

Extra Mentally Power Kya Hai

Insan ke andar jism mein ek aese infradi quwat (Hidden Power) chuppa hota hai. Jo uss ke musibat ke waqt achanak kaam aata hai. Aur wo taqat bhi us time jese ke, Agar ap simple way mein dorna chahen to itna force nahin laga sakte jitna ap kisi running test mein dor rahe honge. Ya kisi janwar ne apko katne ke liye aap ke peche bhagta hai. To uss time apke jism ke andar ek aisi naturally taqat aa jati hai ke ap uss time usko face Karen.

HIP EXTRA BONE Kya Hai

Insan ki back seat matlab bethne wali jagah pe ek aesi hadi (bone) qudrat tor pe extra insan ke jism mein mojod hoti hai. Ke agar uss ke koi hadi toot jaye to wahan backseat (bethne wali jagah) se operation karke hadi nikal sakte hian. Aur usse machine se size bana ke operation kar dete hain. Aur yeh tareeqa fakat duniya ke kuch mulkon mein nahin balke taqreeban mulkon mein yeh sahoolat mayasar hai. Is ka matlab ye hai ke agar kisi insan ke hadi nikalke uss hi ke operation mein kaam aa rha ho. To kisi aur ko takleef nahin milegi.

Testing Sense Kya Hai

Khane peene ya kisi bhi test ka zaiqa test karne ke liye takreeban pahle test hi karte hain ke iska zaiqa kaisa hai. Iss mein Allah Pak ne zaban ko taqat di hai. Ke kisi bhi khatti, meethi, kharaab ya naakara cheez ka test ek second ke andar jaan lete hain. Insan ke moonh mein zaban pe total 3 glads hote hian. Jo hazme (Enzymes system) kharab ho jane ki soorat mein zaban bhi aksar mutasir hote hian.

Interesting About Feet in Urdu

Feet matlab paon, yeh insan ke khandani aesi pahchan hai. Jise insan ki shanakhat karne men haqeeqat zahir ho sakti hai. Agar kisi ke dukan ya ghar se chori ho gayi ho. Ya koi diketi to purani rasmon ke mutabiq aj bhi chor ke paon ka andaza laga ke pahchan kar sakte hian. Aur jo baher mazdoori karne wale/khana badosh log aese jagah pe mar jayen to kese andaza lagayen ke ye kon hai. Us ke waris (family members) uska chahra jal jane ye na dekhne ke qabil ho ton us ke paaon se shanakhat kar sakte hian.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *