What is Blogging in Urdu | Blogging Ka Matlab Kiya Hai in Urdu

Aaj kal ziyada log iss bare mein sochte rahte hien, blogging kiya hai aur kaise ki jati hai. Jab hum new blogger the toh hummare bhi zehan mien yahi sawal aata tha. Iss liye aaj hum ne buhat asan lafzoon mien what is blogging and how to make money from it in urdu mien muqmal tafseel bayan ki hai.

What is Blogging in Urdu

What is Blogging

Blogging ka matlab webite bana kar ussi per paisa kamana. Sab se pahle 1994 mien blog (Means “Website”) Jaise zati tor per banaya gaya tha. Jaise hum personal library kah sakte hien. Log apni pasandeda baten likhte the. Jaise blog content kaha jata hai. phar usse apne blog per post ker ke logon ko share krte the.

Jaise technology aage badhati gai, logon mien bhi shahoor badhata gaya. Log blog per karobar karne lage our paisa kamane lage. Phar isko ek khoobsurat nam blogging diya gaya.

Agar aap bhi blogging karna chahte hain, aur aap ko maloom nahi kaise kare to preshani ki koi bat nahi. Hum aap ki madad karne ke razamand hain. Wese bhi hum ne AnokhiDuniya per tumam maloomat content ke zaraye post ker di hai. Aap sakoon se Usse padhen our aaj hi apna blog bana ke website per traffic increase ker ke kuch din ke bad blogging start kren.

What is Blog Writing

Blog jaise hum webblog bhi kahte hein. Website ki ek kisam hai jase libarary book bhi kahte hien, Blog per zamroon, post our pages ki shakal mien tateeb di jati hai.

Contents

How to Start Blogging in Urdu

  • Register domain name
  • Design template
  • Choose Niche
  • Research Keyword
  • Write & Post Content

Blogging for Beginners

Jaise uper zikar kiya gaya hai blogging ke liye pahle aap ko apna zati blog banana hoga. Blog banane ke liye aap ko ek domain ki zarorat hogi. Jaise aap ko Namecheap, Godaddy ya kisi aur website se name rigister karna hoga. Uss ke bad usse start karne ke liye aap ko blogger mien add karna hoga. Agar aap ke pass web hosting ke paise hein aur aap apna server lena chahte hain, toh Namecheap, Bluehost, Hostgator, ya kisi our website se hosting puchase karen.

WordPress for Beginners

WordPress per blog banane ke liye aap ko apni website ya blog mein wordpress instral karne ki zarorat hogi. Agar aap nahi jante ke WordPress blog kaise banaye toh link click ker ke maloomat hasal kren.

What is a Blog Post

Blog post blog per post ki gai taheer imges ko kaha jata he, blogpost 300 se le ke 2000 – 5000 words per publish ki jati hai. Saf alaf mein aap ki likhi huwi baat jase aap blog per post parte hien, usse blog post kaha jata hai.

Personal Blog Meaning in Urdu

Personal blogs ek online likhi gai dairy jaise kisi admi ne sirf apne liye likha ho, Usse personal blog kaha jata hai.

Conclusion

Bloggig ka matab online website per online earning karna. Blogging blog ke zaraye ki jati hai, Blogging ke zarye hum Google Adsense, Adsterra, Media.net, Taboola, Adversal. Aur bhi kafi sare alternative se paisa kama sakte hien. Ecommerce webblog ke zarye online affiliate marketing jaise amazon, ali baba etc per blogging ker sakte hain.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *