Online Paisa Kamana in Urdu 2023 Paisa Kamane Ka Aasan Tarika

Internet se paise kamane ka tarika ab bohat aasan hogaya hai. Paisa kamane ka tariqa sekhne ke liye neeche urdu mein diye gaye tips parhen aur online paisa kamana sekhen, aur ghar baithe kamaye 30000 se leke 300000 mahina in pakistan.

Online Paisa Kamana in Urdu

Contents

Online Paisa Kamane Ka Tarika

Online paisa kamane ke liye bohat saari websites hain. Jaise Ecommerce ki siten, Google AdSense. Propellerads (Monetag), Adsterra, Infolinks Yllix etc. So aap apna blog bnayen approval len or paisa kamaen. Agar aap ka apna karobar hai. Apna store hai, to apne store ki website banayen online karobar start karen.

Google Se Paise Kamane Ka Tarika

Agar Google se online apni website se paisa kamana chahate hai. Apne blog ki On Page SEO aur Off page SEO karen traffic real genrate kren Google Adsense se aproval len aur earning start karen. Youtube bhi Google ki product hai, apna youtube channel banayen usse monetize karen aur paise kamayen.

Adsterra

Adsterra ek publisher network hai, aur bohat acha network he online earning krne ke liye. Sign up kren instant account approval mil jayega. Aap koi bhi ek website bana ke bhale 5 ya 6 post ho website pe adsterra ke ads lagao our post ko social sahre ker ke pese kamao. Agar aap ke pass website ya blog nai he to adsterra direct link provide karta he, usse istemal kren ye acha network he verify bhi karne ki zarorat nhe paregi. Aur earning bhi achhi deta hai.

Propellerads

Propellerads jis ka publisher Monetag.com hai. Sab se bahter asan trika yeh hai agar aap beginner hain. To aap propellerads se earning start kren. Aap ko zayada kuch krne ki zarorat nhe pregi bas Monetag.com pe sign up kren direct link ko social share kren aur first din se earning start kren. Jab tak aap apni kisi website ko google adsense ke qabil bana sako. Propellerads yani Monetag mein address jo aap ke bank account mein ho wo lagaen verify karna aasan hoga aap ke liye.

Infolinks

Infolinks ads chalane wali website hai. Ye website publisher aur advertise khidmat pesh karti hai. Infolinks se online paisa kamane ke liye apni website ko monetrize ke liye publisher sign up karen. Infolinks se traffic generate karna chahte hain to advertise sign up karen.

Yllix

However. Yllix se paisa kamane ke liye apna blog ka istemal kar sakte hain. Agar aap ke pass apna blog nhe aap yllix ki direct link share kar ke paise kama sakte hain. Yllix bhi ek website hai online paisa kamane ke liye. Yad rakhen Yllix bohat kam pese deta he.

Fiverr

Aaj kal Fiverr freelance services website bohat zayada famous horahi hai. Fiverr ko betaj badshah keh sakte hain. Therefore, Fiverr se log hazaron lakhon dolars monthly kama kama rahe hain. Fiverr account banane ke liye aap ko apne blog ki zaroarat nhe paregi. Fiverr pe aap bohut se skills se paise kama sakte hain. Jaise MS Office, Adobe Photoshop etc.

Conclusion

Online paisa kamane wali website ka zikar ooper kiya gaya hai. Aaj hi online paisa kamayen without investment. Yad rakhen Google Adsense baqi networks se zayada paisa data he. Therefore kuch websites cpm pe kam karti hain. Google AdSense cpc pe kam krta hai. Isliye baqi websites se Google ki requirement bhi sakhat hai. Google se kamane ke liye apne blog ki SEO lazmi karni parti hai. Agar organic traffic nhe hogi to aap ki website pe google ads limit lag jayegi. Wo tabhi khtam hogi jab aap ke blog pe organic traffic ayegi. Fiverr to betaj badshah hai aaj kal log fiverr se ameer hote jarahe hain. Baqi chhote network se normal earning kar skte hain. Mujhe yaqeen hai aap urdu mein post parhne ke bad achhi trah samjh gaye honge, ke online paisa kaise kamana parta hai.

Also Read: What is Blogging in Urdu | Blogging Ka Matlab Kiya Hai in Urdu

One Comment

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *