Interesting and Amazing Facts about World in Urdu

Dosto! aaj hum jiss topic pe baat karenge wo bohat e interesting and amazing hai, hum baat karenge duniya ke kuch facts ke bare mein. Kuch interesting information neeche di gaee hain.

Interesting and Amazing Facts about World
Interesting and Amazing Facts about World in Urdu

Contents

Train Root Information:

Dosto kiya ap jante hain ke rail ke patri par zang kyon nahin lagta?
Friends, Ye sawal aam jagah par bhi diya jata hai ke rail ke patri par zang nahn lagta. Q k in ke banawat men aam steal ke badle ek magnetic steel Had Filled Magnetic steel ke elements shamil kye jate hain jin ki wajah se ye kabhi zang nahin kar sakte.
Aur rail ke bogies (Boxes) bhi is steel se bante huwe hote hain.

Zau Thang (Marshall Artist)
In ke hathon mein itni garmaish (Heat) hai jis ke wajah se ye aag ( Fire) paida karte hain. In ke hathelion men itni heat hai ke Temprature pane ki boiling point jitni hain. Ye apne hathon se pani garam to nahin kar sakte haain lekin garam garam mahsoos hota hai.
Awards:
In ko Chinese government ne “The treasure of the nation” aur “ Juel of the China” ka awards mil chuke hain.

ELECTRIC CAR:

Agar ap kahin lambe ya non stop break ke kahin jaldi pohchna ho aur wo bhi bina oil ya diesel dalwane ke. To science aese soch ko practical bana ke lye electric car bana chuke hain jis men oil aur diesel ya patrol ke zaroorat nahin.
Dunia men 2030 tak aese bhi roads ban jayenge jo is Electric car ko automatic charge karenge.
Swedish government roads stock market ki side men ek aesa road bana bhi chuki hai. Is road men makhsoos nishan (Special signs ) hain jis ke ooper chalne wali gadyan (Bikes) ki betteries automatic charge ho jati h ain. Ye road 50-50 km ke 2 hison men banayi gayi hain.
Is road ke structure (banawat) men 1.2 billion raqam kharach huwi hai.

CIGRATE SMOKING
Dosto!
Agar ap mein koi bhi dost cigrate peene (smoking) men mubtala ho to wo peene se ek dafa us ke nuqsan( Disadvantes) zaroor jan le.

IBRAHIM YOUSAL
Turkey ka bashanda Ibrahim yousal jo har roz 2 packet cigrate peene ka aadi tha. Aj kal wo poore monh men ek lohi pinjra pahen ke ghoomte hain fakat cigate se nafrat karne ke lye.

IPHONE
Dosto!
Ap ne aj tak iPhone aur Ipad ka to zaroor suna hoga lekin us “ I” ka matlab koi janta hai?
“I” ka alfaz Internet ke pahle alfaz ka misaal (Example) hai.
iPhone Pahle ek alag Company thi phir us ko Apple company walon ne khareed karke us ko ab apni pahchan bana dia hai.

GAVEL (JUDGE WALA HATHORA)

Dosto!
Ap ne ek judge aur justice ke samne ek lakri ka hathora para huwa zaroor dekhoge. Jo kisi remakrs ya rash ki awaz ki wajah se istemal karte hain.

Gavel) lakri ke is hathore ki shurwaat British government ke doar men shuru huwi thi.
Is ka pahle dafa istemal ek ghar ke kiraydar aur malik makaan ke faisle men jhagra ho jane ki wajah se judge ne istemal kar ke logon ko khamosh karwaya tha.